时代音乐网 www.78497.com
Bheega bheega sa yeh December hai
Bheegi bheegi si tanhai hai
In kitaabon main jee nahin lagta
Hum ko sajni ki yaad aai hai
Bheega bheega sa December hai
Shaam ki kaali aankhain
Jab palkon ko chapkaati hain
Kissi pair kay neechay
Kuch yaadain gungunaati hain
Kuch pyar kay aadhay nagmay
Aadhi pyar ki kahaani
Aik shehar ka raja
Aur ek gaon ki rani
Donon baray premi thay
Ban main aaya kartay thay
Unkay pyar kay meethay nagmay
Panchi gaaya kartay thay
Ab na premi hain
Na woh baatain hain
Aur yaadain hi apni kamai hai
In kitaabon main jee nahin lagta
Hum ko sajni ki yaaad aaaai hai
Haha
Dudu haha lala
Is kamray ki khirki
Baarish ka shor sunati hai
Aur tumhari aahat
Hum ko yeh rog lagaati hai
Ab kay saal December
Main jab ban main mein jaoon ga
Neeli jheel darakhton
Kay saayay aur sookhay pattay
Saaray tera poochain gain
Kahan hai tera poochain gain
Tera premi yaar kahan hai
Saaray tera poochain gain
Kya bataoon ga
Kya kahaani hai
Ab to qismat main apni judai hai
In kitaabon main jee nahin lagta
Hum ko sajni ki yaaad aai hai
Shaam dhallay jab panchi
Apnay apnay ghar jaatay hain
Koi mujhay batlayay
Mujhko yeh kyun tarpaatay hain
Mainay bhi ek sapna
Dekha tha apnay ghar ka
Kho na jaye mera panchi
Lekin mujhko darr tha
Mera yeh afsaana hai
Saara yeh afsaana hai
Mera panchi rasta bhoola
Pagal hai anjaana hai
Tu gaya hai to
Mainay jaana hai
Mera dil ab bhi tera deewana hai
In kitaabon main jee nahin lagta
Humko sajni ki yaad aai hai
Bheega bheega sa yeh December hai
Bheegi bheegi si tanhai hai
In kitaabon main jee nahin lagta
Hum ko sajni ki yaaad aai hai
- 1 Abrar Ul Haq
LRC动态歌词下载
[00:00.00]时代音乐网 www.78497.com[00:41.14]Bheega bheega sa yeh December hai
[00:46.58]Bheegi bheegi si tanhai hai
[00:52.25]In kitaabon main jee nahin lagta
[00:57.49]Hum ko sajni ki yaad aai hai
[01:03.35]Bheega bheega sa December hai
[01:31.41]Shaam ki kaali aankhain
[01:33.73]Jab palkon ko chapkaati hain
[01:36.72]Kissi pair kay neechay
[01:39.00]Kuch yaadain gungunaati hain
[01:42.03]Kuch pyar kay aadhay nagmay
[01:44.53]Aadhi pyar ki kahaani
[01:47.79]Aik shehar ka raja
[01:50.29]Aur ek gaon ki rani
[01:52.98]Donon baray premi thay
[01:55.38]Ban main aaya kartay thay
[01:58.15]Unkay pyar kay meethay nagmay
[02:00.88]Panchi gaaya kartay thay
[02:03.72]Ab na premi hain
[02:06.47]Na woh baatain hain
[02:09.27]Aur yaadain hi apni kamai hai
[02:14.90]In kitaabon main jee nahin lagta
[02:20.08]Hum ko sajni ki yaaad aaaai hai
[02:32.80]Haha
[02:39.60]Dudu haha lala
[02:54.31]Is kamray ki khirki
[02:56.49]Baarish ka shor sunati hai
[02:59.54]Aur tumhari aahat
[03:01.95]Hum ko yeh rog lagaati hai
[03:05.12]Ab kay saal December
[03:07.16]Main jab ban main mein jaoon ga
[03:10.62]Neeli jheel darakhton
[03:12.42]Kay saayay aur sookhay pattay
[03:15.69]Saaray tera poochain gain
[03:18.08]Kahan hai tera poochain gain
[03:21.32]Tera premi yaar kahan hai
[03:23.72]Saaray tera poochain gain
[03:26.56]Kya bataoon ga
[03:29.22]Kya kahaani hai
[03:31.98]Ab to qismat main apni judai hai
[03:37.64]In kitaabon main jee nahin lagta
[03:43.08]Hum ko sajni ki yaaad aai hai
[04:05.93]Shaam dhallay jab panchi
[04:08.37]Apnay apnay ghar jaatay hain
[04:11.40]Koi mujhay batlayay
[04:13.80]Mujhko yeh kyun tarpaatay hain
[04:16.84]Mainay bhi ek sapna
[04:19.35]Dekha tha apnay ghar ka
[04:22.40]Kho na jaye mera panchi
[04:25.15]Lekin mujhko darr tha
[04:27.66]Mera yeh afsaana hai
[04:30.18]Saara yeh afsaana hai
[04:33.00]Mera panchi rasta bhoola
[04:35.50]Pagal hai anjaana hai
[04:38.38]Tu gaya hai to
[04:40.97]Mainay jaana hai
[04:43.82]Mera dil ab bhi tera deewana hai
[04:49.73]In kitaabon main jee nahin lagta
[04:54.86]Humko sajni ki yaad aai hai
[05:05.93]Bheega bheega sa yeh December hai
[05:11.46]Bheegi bheegi si tanhai hai
[05:17.16]In kitaabon main jee nahin lagta
[05:22.45]Hum ko sajni ki yaaad aai hai